Parmatma ko Vina jane gyat kahna thik nahi. Aisa kaha jata hai Jo parmatma ko jan leta hai bo bandhno se mukt ho jata hai. uske Jivan me sadachar aajata hai. Vah trashna aur Lobh se Mukt ho jata ha, kam krodh aur vashnaye use nahi stati. Aadrarniye kya apne jan liya hai us agyat ko? ya aisa koi vyakti aap ka nikat parichit hai? Yah ek adarsh kalpna hai. Vah agyat tha, vah agyat hai, vah agyat hi rahega, Isi me uski sampurnta hai. Jin sanatan vachno ki apne charcha ki hai, vah log uchch koti ke samajshastri aur manochikitsak rahe hoge. Unka samaj par bahut bada rin hai, ham sabhi ko unka rini hona chahiye.
इतिहास कुछ नहीं है, संघर्ष की कहानी गाँधी, शिवा, भगत सिंह और झाँसी वाली रानी कोई भी कायरो का इतिहास क्यों पढ़ेगा। संग्राम ...................................... आओ लड़ें स्वयं के कलुषों से कल्मषों से, भोगों से वासना से रोगो के राक्षसों से, कुंदन वाही बनेगा जो आग में तपेगा। संग्राम ...................................... घेरा समाज को है, कुंठा कुरीतियों ने, व्यसनों ने रुढियो ने निर्मम अनीतियो ने, इनकी चुनौतियों से, है कौन जो लडेगा। संग्राम ...................................... चिंतन चरित्र में अब विकृति बढ़ी हुई है, चाहूँ ओर कौरवो की सेना खाड़ी हुई है। क्या पार्थ इन छड़ों भी व्योमोह में फंसेगा। , संग्राम ...................................... | मशालें ले कर चलना कि जब तक रात वांकी है, सभल कर हर कदम रखना कि जब तक रात वांकी है, मशालें ले ........................................... मिले मंसूर को सूली, जहर सुकरात के हिस्से, रहेगा जुर्म सच कहना, कि जब तक रात वांकी है, मशालें ले ........................................... पसीने की तो तुम छोड़ो, लहू मजदुर का यारों, कि सस्ता पानी सा बहेगा, कि जब तक रात वांकी है, मशालें ले ........................................... तेर मस्तक पे होगा हर पल विद्रोह का निशा, नहीं ये जोश कम होगा, कि जब तक रात वांकी है, मशालें ले ........................................... अंधेरों की अदालत में, है क्या फरियाद का फायदा, तू कर संग्राम ये साथी, कि जब तक रात वांकी है, मशालें ले ........................................... |
Tuesday, October 30, 2012
Adarniye Dwivedi Ji
Parmatma ko Vina jane gyat kahna thik nahi. Aisa kaha jata hai Jo parmatma ko jan leta hai bo bandhno se mukt ho jata hai. uske Jivan me sadachar aajata hai. Vah trashna aur Lobh se Mukt ho jata ha, kam krodh aur vashnaye use nahi stati. Aadrarniye kya apne jan liya hai us agyat ko? ya aisa koi vyakti aap ka nikat parichit hai? Yah ek adarsh kalpna hai. Vah agyat tha, vah agyat hai, vah agyat hi rahega, Isi me uski sampurnta hai. Jin sanatan vachno ki apne charcha ki hai, vah log uchch koti ke samajshastri aur manochikitsak rahe hoge. Unka samaj par bahut bada rin hai, ham sabhi ko unka rini hona chahiye.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment